Bacha Dani Ki Sozish Ka Ilaj
Nazreen Aaj K Es Article Mein Hum Aap Ko Reham Ki Sozish Kia Hai Aur Bacha Dani Ki Sozish Ka Ilaj Ilaj Batayn Ghay. Nazreen Bacha Dani Mein Sozish Ka Matlab Hota Hai Reproductive System Mein Inflammation. Reham Ki Sozish Aik Pelvic Inflammatory Disease Hai Jo Reproductive System Ki Bimari Hai. Es Mein Reham Mein Wo Tubes Jin K Zariye Eggs Ovary Se Uterus Tak Jatay Hain ) Infection Aur Inflammation Hoti Hai. Ye Bimari Aksar Sexual Relationship K Ke Zariye Transmit Hoti Hai, Lekin Kai Bar Bacterial Ya Viral Infections Ki Wajah Se Bhi Ho Sakti Hai.
Bacha Dani Ki Sozish Ki Wajuhaat ( Reasons)
Nazreen Ab Hum Ko Batatay Chalen K Reham Ki Sozish Kis Waja Se Hoti Ha Aur Inki Kiya Wajuhaat Hain .
Jinsi Tauluqat (Sexual Transmission): Reham Ki Sozish Aksar Jinsi Tauluqat Ke Doran Hone Wale Infections Se Hoti Hai. Yeh Stds (Sexually Transmitted Diseases) Yaani Jinsi Tauluqat Ke Zariye Phail Sakti Hai.
Gandagi Aur Sanitary Istandard Ki Kami: Agar Reproductive System Ko Saaf-Suthra Na Rakha Jaye, Ya Phir Unsanitary Conditions Mein Ho, To Is Se Bhi Pid ( Pelvic Inflammatory Disease) Hone Ka Khatra Badh Jata Hai.
Intrauterine Device ( Device Fitted Inside The Uterus) Iud Ka Istemal:
Kabhi Kabhi Birth Control Ke Liye Istemal Kiye Jane Wale Intrauterine Devices Bhi Pidb( Pelvic Inflammatory Disease) Ki Waja Ban Sakte Hain.
Kamzor Immune System: Jin Logo Ka Immune System Weak Hota Hai Unko Bhe ( Pelvic Inflammatory Disease) Hone Ka Risk Badh Sakta Hai.
Bacterial Aur Viral ( Infection By Viruses ) Infections:
Pid ( Pelvic Inflammatory Disease) Ke Kuch Cases Mein Bacterial Ya Viral Infections Bhi Is Bimari Ki Waja Ho Sakte Hain.
Bacha Dani Ki Sozish Ki Alamat (Symptoms)
Reham Ki Sozish Se Mutasira Khwateen Mein Jo Alamaat Payi Jati Hain Wo Hum Apko Batatay Hain .
Pet Mein Dard (Lower Abdominal Pain): Pid ( Pelvic Inflammatory Disease) Ke Doran Pet Ke Nichle Hisse Mein Dard Mehsoos Hota Hai, Jo Halka Ho Sakta Hai Ya Tez Bhi Ho Sakta Hai. Is Dard Ka Aksar Constant Ya Intermittent ( Occuring At Irregular Intervals) Nature Hota Hai.
Atypical Discharge (Irregular Discharge): Pid Ke Asar Se Aurton Mein Discharge Ka Pattern Badal Sakta Hai. Isme Discharge Ka Rang, Consistency, Ya Smell Mein Tabdilyian Ho Sakti Hain.
Monthly Cycle Changing: Pid ( Pelvic Inflammatory Disease ) Hone Par Mahavari Mein Abnormal Tabdiliyan Ho Sakti Hain, Jaise Abnormal Bleeding, Spotting Ya Irregular Periods.
Painful Intercourse: Intercousre Ke Doran Ya Baad Mein Dard Ya Discomfort Mehsoos Hona Jo Pid Ke Ek Common Symptom Hai.
Buhat Tez Dard (Severe Pain): Kuch Aurtain Pid Ke Asar Mein Buhat Tez Dard Mehsoos Karti Hain, Jo Ki Kabhi-Kabhi Ghutno Ya Kamar Tak Bhi Pahunch Sakta Hai.
Bukhar (Fever): Pid ( Pelvic Inflammatory Disease) Ki Waja Se Bukhar Bhi Ho Sakta Hai. Yeh Aik Infection Ke Reaction K Tor Par Hota Hai.
Urine Mein Dard (Painful Urination): Pid ( Pelvic Inflammatory Disease) Ke Patients Mein Urine Karte Waqt Dard Ya Takleef Bhi Ho Sakti Hai.
Sexual Pain (Pelvic Pain): Reham Ya Pelvic Area Mein Constant Ya Recurring ( Baar Baar ) Dard Mehsoos Hona, Jo Normal Behavior Ya Routine Activities Mein Bhi Barqarar Rehta Hai.
Bacha Dani Ki Sozish Ka Ilaj Spiritually
Nazreen Hum Aap Ko Reham Ki Sozish K Related Bata Chuky Hain. Ab Hum Aap Ko Bacha Dani Ki Sozish Ka Ilaj Rohani Nuqta E Nazar Se Batayn Ghay. Agar Aap Reham Ki Kisi Bhe Kisam Ki Bemari Mein Mubtala Hain. Tu Es Se Nijat K Liye Aap Sab Se Phly 2 Rakat Namaz E Hajat Ada Karen. Es K Baad Aap Sada Pani Ki Bottle Le Kar Apne Pas Rakhen. Es K Baad Aap Aur Awal O Aakhir 7 Bar Durood E Ibrahimi Parhen Aur Darmiyan Mein Aap 21 Bar Surah Fatiha Aur 3 Bar Surah Ikhlas Parh Kar Pani Ki Bottle Par Dam Kar Lein Aur Esi Bottle Mein Se Pani Peeyn. Ye Amal Aap Ne 14 Din Tak Jari Rakhna Hai. In Shaaa Allah Es Amal Ki Barkat Se Aap Ko Reham Ki Sujan Aur Bacha Dani Ki Har Bemaari Se Shifa Mil Jaye Gi.
Naqsh For All Uterus Diseases
Es K Ilawa Agar Aap Bacha Dani Ki Bemaari Se Humesha Hifazat Chahti Hain Tu Aap Es Maqsad K Liye Naqsh Ism E Azam Ko Apne Pas Lazmi Rakhen . In Shaaa Allah Naqsh Ism E Azam Se Apko Har Bemari Se Shifa Mily Ge Aur Ye Naqsh Duniyawi Hawaly Se Bhe Aap Ko Spiritual Support Fareham Kare Ga. Naqsh Ism E Azam Rohaniyat Mein Khas Aur Mujarrab Naqsh Ki Hasiyat Rakhta Hai Aur Bhut Se Afraad Es Naqsh Se Apni Mashkilat Se Nijat Hasil Kar Chuky Hain. Agar Aap Ko Female Disease Se Related Mazeed Information Chahye Ho Tu Aap Doctor Abeera Noor K Whatsapp Number Par Rabta Kar Sakti Hain.
For More Info About Rohani Ilaj Online 03033052727