Postpartum Depression Ka Rohani Ilaj
Nazreen is post mein hum aap ko postpartum depression k related mukammal wazahat batyn ghay. Dour hazir mein bay shumaar khawateen ne es problem ka samna kiya hai aur kar bhe rahi hain . ye post tamam behano k liye bhut ehmiyat ki hamil hai lehaza aap ko postpartum depression ki asal waja k baray mein batya jaye ga .
Postpartum Depression Ki Wajuhat
Postpartum depression esa depression hai jo female ko delivery k baad hota hai . Ye depression female ko es liye hota hai Kyu k wo delivery k baad esa mehsoos karti hai k wo bilkul khaali ho ghe hai . Es k pass kch nahi hai aur es ki zindagi mein karne ko kch baki nahi raha . Ye soch usay depression k sath sath anxiety ka bhe shikaar kar deti hai . Kyu k delivery k baad female ki immunity bhut ziada weak ho jati hai . Jis ki wajah se depression aurat par havi ho jata hai . Aur bhut se khawateen ko postpartum depression mein rohani masla bhe ban jata hai kyun k aurat internally tor par bhut weak ho jati hai . Jis ki wajah se us par nazar e bad , asaib aur bad asraat havi ho jatay hain . Jis ki waja se female medical treatment aur medicine use karne k baad bhe theek nahi hoti aur female ka rohani issue bhe barh jata hai .
Postpartum Depression Ki Symptoms
Delivery k baad aurat khud ko bhut ziada kamzor mehsoos karti hai . Es ka kch karne ko dil nahi karta bhut se females apnay new born baby k sath bhe attach nahi hoti . Un ka dil bar bar ghabrata hai shadeed rona ata hai . Esi females anxiety ka shikaar ho jati hain kisi bhe baat ko le kar es qadr parshan ho jati hain k unki body shiver karne lagti hai . Buray khaawab atay hain , shadeed dar ka shikaar ho jati hain . Ghar se bahir nahi nikalti aur na he inka kahi janay ko dil karta hai . Rohani asraat k sabab female ko lagta hai k agar wo apnay ghar se bahir jaye ge tu ghar wapas nahi a sake gi us k sath kch na kch bura ho jaye ga . Female ki ye condition mazeed kharab bhe ho sakti hai agar es ka ilaj na kiya jaye .
Postpartum Depression Ka Rohani Ilaj
Nazreen agar kisi ki behan , beti , bahu postpartum depression ka shikaar hai . Ya delivery k baad us mein oper biyaan ki ghe alamat zahir ho rahe hain. Tu esay bilkul bhe normal consider na karen . Kyu k es se maa aur bachy ki sehat bhut ziada mutasir ho sakti hai . Wo khawateen jo postpartum depression ka shikaar hain wo kisi bhe din isha ki namaz k baad awal o akhir 14 14 bar durood e ibrahimi parhen aur darmiyan mein ap 313 bar ya hayyu ya qayyum parhen . ye amal ap nay sirf 7 din karna hai . In shaaa allah es mujarrab wazifa ki barkat se ap ko postpartum depression se nijat bhe mil jaye gi aur Allah ki zaat aap ko shifa aata farmayen ghay . Agar aap anida zindagi k liye postpartum depression aur nafsiyati tamam bemaariou se allah ki panah chahti hai tu aap hifazat ka naqsh apnay zaroor rakhen . Ye naqsh khas auqaat mein banaya jata hai aur fard ki duniaywi aur rohani hifazat k liye bhut mujarrab hai . Es k sath agar ap kisi hajat ki takmeel bhe chahti hai tu aap hum se hajat ki takmeel k liye naqsh ism e azam le sakte hain . Agar aap ko biyan kiye gaye ilaj k mutaliq mazeed maloomat chahye ho tu aap doctor abeera noor se whatsapp par contact kar sakte hain.
For More Info About Rohani Ilaj Online 03033052727