Is post mein hum aap ko shohar ki har buri aadat ko khatam karne ka wazifa or aik zabardast Qurani taweez kay bare mein bataye gay . In Sha Allah is zabardast qurani or rohani amal ki barkat se aap apnay shohar kay buray mizaj, saakht or har qisam ki buri aadat se ba asani chutkara hasil kar sakte hain . Daur-e-hazir mein hub ke amliyat waqt ki aham tareen zaroorat bante ja rahe hain . Iski bunyadi waja ye hai ke hamaray is muashray mein badaltay huvay rawaiye ghar kharab hone ki asal waja bante hain, inhi badaltay hue rawaiye aur shohar ki buri aadat ko khatam karne ke liye hum aap ko is post mein aik zabardast Qurani wazifa bataye gay .
Hum sabse pahle aap ko yeh wazifa batate hain aur phir is wazifa ki tarteeb-o-tafseer aur tareeka aap ko wazahat ke sath bayan bhi kiya jaye ga.
Shohar Ki Buri Aadat Khatam Karne Ka Wazifa
Shohar ki buri adat ko khatam karne ka wazifa kuch yun hai
Ya Hube Aalam, Hazir Kar Butt, Kaaf Kakra Kaa, Ya Azizu, Ya Jabbaru, Ya Qahharu
Hub ke amliyat ka yeh wo badshah noori amal hai, jiski rohani taqat ka faiz ap chand roz mein hi hasil kar sakte hain . Laikin yaad rakhe ke shohar ki har buri aadat ko khatam karna itna bhi aasan amal nahi hai . Iski buyadi waja ye hai ke aksar khawateen wazaif ko begair tarteeb ke perform karti hain . Is waja se aisi khawateen apna waqt aur paisa dono hi barbad karti hain . Isliye koshish karen ke aap ye wazifa is tarteeb ke mutabik hi karen
1 Aap ye wazifa 2 rakat salatul hajat nafl or hasbe taufiq sadaqah se hi shuru karen .
2 Husband ki buri aadat ko khatam karne ka wazifa aap ne khaas tanhai mein hi karna hai ta ke aap ki tawaja or concentration ghaflat ka shikar na ho sake .
3 Agar aap ke shohar gair aurat mein dilchaspi rakhte hain ya had se zayada jismani taluqat rakhte hain to koshish karen ke is wazifa ke sath 2 adad naqsh hube sulemani zaroor tahreer kiye jaye . Ye naqsh mubarak na sirf shohar kay najaiz taluqat ko khatam karta hai balke shohar ko bhi aap ki taraf attract karta hai . Is naqsh mubarak ki mazeed tafseel hum aap ko post ke akhri hissa mein bayan karen gay .
4 Shohar ki buri aadat ko khatam karne ka wazifa aap ne saaf libas pehan kar aur khaas khushbu laga kar hi karna hai . Koshish karen wo Khushbu paas rakhi jaye aur har baar zaroorat parne par wohi khushbu istemal bhi ki jaye.
Shohar Ki Buri Aadat Khatam Karne Ka Wazifa Ka Tarika
Yeh wo bunyadi muharikaat hain jo ke khawateen aksar hi wazifa ke doran ignore kar deti hain jiski waja se aisi khawateen amliyat ka rohani faiz hasil karne se mahroom reh jati hain .
Aap is tarteeb ko follow karte hue kisi bhi wakt par, kisi bhi makam par tanhai ka khaas intezam kar len . Jb aap halat-e-sukoon mein aa jaye tab aap ne apne shohar ko tasawar karte hue hub ki padhai shuru karni hai . Is rohani amal mein aap ne hub ki padhai kam az kam 1100 bar shohar ko tasawar karte hue dill se karni hai . Yeh padhai aap ne ahista ahista, sabar aur yakeen ke sath aur shohar ko khaas tor par tawaja mein latay huay hi karni hai .
Is tarteeb ko follow karte hue aap ne yeh wazifa kam az kam 14 roz tak begair rujat ke jari rakhna hai .
Wazifa Ke Benefits In Urdu
Allah tala ke fazl-o-karam se aap ka shohar aap ko har dill aziz rakhe ga . Gair aurat ki aadat chor de ga aur aap ki izat bhi kare ga aur isi amal ki barkat se aap dono har tarha ki mudakhlat, jadu tona aur gair aurton ke asrat se ta zindagi mehfooz rahen gay . Is wazifa ko aap ne mukamal itqad aur bataye hui tarteeb ke muatbiq hi perform karna hai .
Shohar Ki Buri Aadat Khatam Karne Ka Taweez
Post ke akhri hissa mein hum apko shohar ki buri aadat khatam karne ke taweez yani naqsh hube sulemani ke bare mein batate hain aur mazeed aap ko ye bhi batate hain ke daur e hazir mein ye naqsh mubarak mamla mohabbat mein kyon zaroori hai ?
Hamaray is muashray mein aksar hi ghaflat ki waja se shohar hazraat gair aurton ke sath involvement ka shikar ho jate hain, ya phir kuch aurtain hasad ki waja se kisi aur ka ghar kharab karne ke liye shaitani mansooba bana lati hain . Yeh dono term hi insan ko bahir taluqat banane par uksati hain, jo ke ghar kharab hone ki asal waja banti hai . Yahi waja hai ke is daur mein aik kamyab aur mazboot relationship ke liye naqsh hube sulemani behad zaroori hai . Yeh naqsh mubarak aap ko har tarha ki mudakhlat, jadu tona aur taweezat ke bure asrat se mehfooz rakhta hai, apas mein muhabat ko qaim karta hai aur ap dono ka relation har tarha ki buri nazar se bhi mehfooz ho jata hai .
For More Info About Wazifa And Naqsh (Syeda Qurat Ul Ain:0309-8335438)